Recipe: Delicious Domino style pizza without oven and without yeast

Domino style pizza without oven and without yeast.

Domino style pizza without oven and without yeast You can cook Domino style pizza without oven and without yeast using 23 ingredients and 7 steps. Here is how you achieve that.

Ingredients of Domino style pizza without oven and without yeast

  1. It’s of For base:-.
  2. Prepare 2 cup of Maida.
  3. You need 1 tsp of Salt.
  4. You need 1 cup of Curd beaten.
  5. You need 1/2 tsp of Baking powder.
  6. It’s of Water as required.
  7. It’s 1 tbsp of Olive oil.
  8. Prepare 1 of Capsicum medium size chopped.
  9. Prepare of For toppings :-.
  10. It’s 1 of Onions finely chopped.
  11. It’s 1/2 of Tomato chopped.
  12. You need 1 cup of Paneer chopped.
  13. It’s 2 of Green chilli chopped.
  14. Prepare 2 tbsp of Olive oil.
  15. Prepare 1/2 tsp of Oregano.
  16. You need 50 gm of greeted.
  17. Prepare of Mozzarella cheese :.
  18. You need 1 tsp of Salt.
  19. You need 1/2 tsp of Garam masala.
  20. Prepare 1/2 tsp of Jeera powder.
  21. You need 1 tsp of Red chilli powder.
  22. It’s of Onion rings for topping.
  23. You need 2 tbsp of Red souce.

Domino style pizza without oven and without yeast step by step

  1. Maida ko chan le aur usme baking powder,salt,ko achi tarah mix karein uske baad oil mix karein ab dahi dal ke achi tarah se mila le. aur soft dough taiyar karne ke liye pani dale or soft dough bana le aor gile kapde se dhak ke 1/2hrs ke liye side me rakh de. Pizzabase ka ata taiyar ho gya hai..
  2. Ab toppings bnane ke liye sabse pehle pan me olive oil dale oil garamhone ke baad paneer ko soft hone ke liye fry kry thodi der or use nikal le. Ab usi oil me green chilli chopped add karein or chopped vegetables dal de thodi der tak soft hone de. Ab salt,garam masala,jerra powder,red chilli powder,red souce dal ke mix kar de. Aur fried paneer ko last me add kar ke mila le. Toppings reddy ho gyi hi..
  3. Ab base ka ata nikal le or hath ki sahayata se dough ko gol shape de thickness 1inch jitna rakhna hai. Aur fork ki madad se base ke uper nisan bana le jisse pizza base fule nahi ab eek pan rakh de gas pe aur base ko pan me dale uske uper pizza souce lagaye aur taiyar topings achi tarah spread kar le uske uper black pepper flakes, and oregano add kar le aur last me mosserela cheese ko greet kar ke puri tarah cheese se dhak de. Ab pan ke uper lid lagade 15min tak low flame pe pakne de..
  4. Uske baad spoon se chek karein karein ki cook ho gya hai. ab use plate me nikal le or cut kar le serve karein garama garam cheesy pizza..
  5. Apo jab man karein pizza khane ka to ftafat is tarike se banayein homemade base ke sath. i hope apko achi lgi hogi..
  6. Ap pizza ki video mere YouTube channel creative class@sarika me dekh saktein hi..
  7. Recipe link here please subscribe guys https://youtu.be/71KpN1QHjwc.

Contents